Thursday, February 3, 2011

FARISHTA OR SHAITAN

Hazrat Imam Mohammad bin Mohammad bin Mohammad Ghazali k farman ka khulasa hai.Allah ne hr insan k dil pr 1 Farishta muqarrar farmaya hai jo isy neki ki dawat deta hai ,is Farishte ko ''MULHIM'' or is dawat ko ''ILHAM'' kehte hain.Is k muqable main Allah ki taraf se 1 shaitan musallit kr dia gaya hai,jo burai ki dawat deta hai ,Is shaitan ko WSAWIS or is ki dawat ko WASWASSAH kehte hain. 

0 comments:

Post a Comment

.